Waleed Changez Khan on Vocals & Rhythms
Hassan Ali on Leads & Rhythms
Recorded at SnM Studio by Sarmad Ghafoor
[Download Link:https://www.facebook.com/katharsisofficial]
Lyrics:
Meri justajoo hai rawan
Hai arazu ab bhi jawan
Guzaray na pal
Hai yehi saalon se
Guzaray na kal
Meri yaadon se
Hai eik naya karvan
Likhain jo nayee dastaan
Aur ab tu chu lay ye badan
Hon na faslay darmayan
Karvan..Tera mera, Hai ye karvan..
Is kay rang dhaltay rahain
Magar sang hum chaltay rahain
Daikha nahi aisa milan
Jahan mein parwanay jaltay rahain
Karvan, karvan..Tera mera, Hai yeh karvan
Faslay,duriyan sab yehi hai karvan
Yeh jahan, Aasman, Kehkashhan hai Karvan
All Rights Reserved